Dua to Make Someone Agree for Marriage || Dua to Make Someone Agree for Marriage || Kisi ko Shadi Ke Liye Razi Karne ki dua ||
#duaforlove #Bestdua #dua #wazifa #jinn #lovemarriage
#loveback #getyourlovebackdua
Mohabbat Mein Pagal Karne Ka Wazifa in Roman English
Ye wazifa nau chandi jumerat yani hijri maah ke awwal jumerat ko shuru karna hai;
Insha ki namaz se farigh hone ke bad, Ba wudu halat mein;
Awwal Durood Shareef 11 martaba parhiye;
‘Haa Meem ‘Aiyn Seen Qaaf’ 278 martaba parhiye;
Akhir mein fir se Durood Shareef 11 martaba parhiye;
Fir ladke/ladki ka tasavvur ke sath 3 martaba parhiye- Al hub ‘ladke/ladki ka nam’ bin/binte ‘Ma ka nam’ ‘Alaa hub ‘ladke/ladki ka nam’ bin/binte ‘Ma ka nam’;
Insha ALLAH ta ‘ala apne kam mein kamyabi milegi, Ameen;
Is amal ko ap ek hi martaba kare. Lekin agar faydah nahi mehsoos hua hai to agle Hijri/Chaand ke maah ki pahli jummerat (jo ki Nauchandi Jummerat bhi kahlati hai) ko firse kar sakte hai aur agar ap chahe to isi tarah se gyarah (11) martaba gyarah (11) maah tak kar sakte hai.
Naam kese pukarna, ek misaal ke taur par:
Agar ladke ke liye parh rahe hai to teen martaba kese parhna hai-
Al hub ‘Faaiz’ bin ‘Mehrunnisa’ ‘Alaa hub ‘Faaiz’ bin ‘Mehrunnisa’ ;
Al hub ‘Faaiz’ bin ‘Mehrunnisa’ ‘Alaa hub ‘Faaiz’ bin ‘Mehrunnisa’;
Al hub ‘Faaiz’ bin ‘Mehrunnisa’ ‘Alaa hub ‘Faaiz’ bin ‘Mehrunnisa’;
Ghaur Talab: Apna nam pukarne ki zarurat nahi hai is wazifa mein. Sirf jinse muhabbat karte hai unka nam teen (3) martaba pukare aakhir mein. Khawateen haiz ke 7 roz ke dauran qatayi na karein.
Highly effective Dua to make someone agree for marriage
Make agree for marriage wazifa – Ladka ya ladki ko Shadi Ke Liye Razi Karne ka wazifa
Wazifa for lost love
Wazifa to convince
Wazifa to get married
Comments
Post a Comment